Discuss & Debate | Share | Learn

www.ask.or.tz

Our Partners
Dedicated to the Imams and Ahl-al-bayt (AS), describing their sufferings and hardships. Oh Hussain(AS), my oppressed Imam, may the curse of Allah be on the oppressors.
User avatar
By Moonbeam
#14929
Salam
am looking for the mp3 file of the above nauha recited by tejanibrothers. Cnt seem to get it online, just get the video file. Anyone has links to any site that has it?
(jazakallah)
User avatar
By abuali
#14966
(wasalam)
Cant findan mp3, but find below a link to a .ram version of it (will only play online)

Ya hussain ibn-e-ali audio file

Lyrics

Ya hussain ibn-e-ali



(Hussain ya hussain) x4

Kullu yawmin ashura, kullu ardin karbala

(Hussain ya hussain) x2



Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali

(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



1. Dasht karbal me tera, laash teeron pe para,

Rorahi thi ye zami(n), aasma(n) rota raha

Haaye madar wo teri, bayn ye karti rahi,

Ay mere pyaare hussain, god me aawo zara
Sarakhat fatematah, al Hussainun qatalah,
yarqudu alas-seham, waa Habibi waladi



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



2. Tere asghar ka gala, tere akbar ka jigar,

Bhaayi abbas ke gham, me teri tutti kamar,

Aur paamal badan, ran me qasim ka huwa

Eik din me hi luta, karbala me tera ghar

DhubiHoo kullu baneen, tasjudu anta jabeen,

tashkuru khaaliqaka, ya ilaaha al-azali



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



3. Ran me talwar bina aaye abaase ali,

Har taraf hamla huwa, mashke paani bhi chidi,

Ankh me teer laga aur paywast huwa,

Dono bazu ko kata, ke gira asbe jari

Wa huwa kullu al-wafa’, yasrukhu bar wa samaa’,

saqat Abbas jari, min Hisaanin khashbi



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



4. Haaye besheer tera, bezaba(n) qatl huwa,
Pyaas ke badl jisse, zulm ka teer mila

Alqama roti rahi, larzi karbal ki zami(n)

Tumne jab uska lahu, apne chehre pe mala
Wa baka nahrul furaat, raahat min jismi hayaat,
‘inda waslis sahami, ‘ala Hulqoom iz-zaki



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



5. Asr ashur ka waqt, kaise hum bhool sake

Ayi awaaze aza(n), aap gore se gire,

Khayme ke darpe teri, behn khu(n) roti rahi

Tha tera paak gala, shimr ke tegh tale
Aktubu kayfa ana, rabbuka yandhurka,
thumma Allah yaqool, irji’ee ila rabbuki



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



6. Aag se khayme jale, sar se chaadar bhi chhini,

Dasht me tanha sakina teri roti rahi

Toq me bandha gaya, tere abid ka gala,
Teri mazlum behan, berida shaam chali
Ash’alu kullul khiyam, feeha abnaaul imaam,
udhhibu ahlan-nabi, ila qasar il-umawi



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



7. Tere sajde se bachaa, hai namaaz aur qura(n)

Aaj masjid se jo aati hai awaaze azaa(n)

Humko karbal ne sikhaya hai jine ka hunar,

Teri qurbaani se baqi hai ye arz-o-samaa(n)

Ya imaam al-abraar, anta ya bal ahraar,

saabirun ibn sabur, ya ameeral al-abadi



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2

8. Aaj ghar ghar hai saja, tere ghazi ka alam,

Umr bhar humko rulaata rahega tera gham

Har gali aur shahr, tera matam hai bapa

Khu(n) bahaate hi rahenge tere naam pe hum

‘umruna feeka fida, ahluna kullu laka,

nadhkurooka sayyidee, ya Hussain ibni ‘Ali



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



9. Hai “tejani” ka qalam, aur dil nawha kunaa(n)

Ye muqaddar hi tera, kistarha hoga bayaa(n)

Jalti reyti pe para, tera laasha bekafan

Aapke paak badan, se huwa khun rawaa(n)

Jismuka fawqa turab, wa damun kullu thiyaab,

ihtaraq jismuka min, barri wa ash-shamsi ghali



(Waris-e-ilm-e-nabi, ya hussain ibn-e-ali, tere sadqe se mili, zindagi hamko yahi) x2



(Hussain ya hussain) x2

https://youtu.be/-3CI0FBr5ss?si=UNYS9HXtS24Gbr-P

Ramadan Daily Duas - # 7

*Dua for Day 7 | Holy Month of Ramadhan* O ALLAH,[…]

Suratul Mulk (The Kingdom)

Short Tafsir on Suratul Mulk (The Kingdom) - Part […]

Ramadan Daily Duas - Day 6

*Dua for Day 6 | Holy Month of Ramadhan* O ALLAH,[…]

Ask4help Counseling Helpline