Discuss & Debate | Share | Learn

www.ask.or.tz

Our Partners

Search found 18 matches

 Go to advanced search

Zainab ko Ghazi yaad aaya

 by Babydoll ¦  09 Feb 2006, 23:50 ¦  Forum: Nawhas & Marsiyas (Lamentations) ¦  Topic: Zainab ko Ghazi yaad aaya ¦  Replies: 0 ¦  Views: 1805

Hay bazaare sham ja kar Zainab ko ghazi yaad aaya x 3 aankho se khun jari , sar pe rida nahi thi zakhmi haram ke dil the , koi dawa nahi thi ( jab durre lage badan par x 2 ) zainab ko ghazi yaad aaya Sadat paba rehna , kanto bhare the raste rote the jab ye qaidi , be dard log haste ( jab dekhi sina ...

 by Babydoll ¦  06 Feb 2006, 21:05 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Aaaye jab kasim e naushad maktal main
kehne lage wo aashikya kya nikla hai chand gagan main
sikhi hai jinse shujaat abbas e ali se
dekho wo ab kya shajar dikh lata hai run mein

 by Babydoll ¦  02 Feb 2006, 01:06 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Lo safar hota hai shuru aaj se Zainab ka
Ab shabbir ka paigham logo tak pohchana kaam hai zaianab ka
Takhte yazidi hila degi lehja e ali main apne khutbe se
Ab to intezar hai darbare shaam ko bhi Zaianb ka

 by Babydoll ¦  02 Feb 2006, 00:47 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Thank u very much sayyeda

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 23:41 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

hasin wrote:Mashallah

These are very well written in honour of the best of people.

Jazakallah. Keep writing and sharing.

Inshallah if we get enough (including from other members), we can publish a book at a later stage or an online version.
Thank u very much

i hope the other members ll like it too

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:54 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Baage fadk ko chin liya gaya batul se,
jis ko apni maa keh ke bulaya rasul ne,
gyara imam ki maa aur khatun e jahannat,
aaj aayi hai apna haq lene maidaan mein

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:53 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Nahi karti ibadat teri jannat ki chah mein,
naa hi khaufe jahannam hai na talab gare zindagi,
jukati hu apni peshani tera aaghe es waste aey rab ,
ke sirf tu aur tu hi hai layak e bandagi

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:50 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Kis shaan se ran mein jata hai shabi ye payambar, hai laadla zainab ka naam hai ali akber JIs waqt chidha barchi se akber ka sina , khaime ke dar pe tadpi thi zainab o sakina, aur kaise likhu haal kya tha kahime ke andar Khayi jab chandsi chati pe sina akber ne di sada baap ko hum shakle paygamber n...

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:49 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Chauda so sadiya ho gayi hai ab bhi kaidi hai sakina Shaam ke zindaan mein Jis ne khaye the shimr ke tamache, tha kiya jis ne safar unto pe roke Thak ke wo so gayi shaam ke zindaan mein Sehmi si rehti thi baba ko bulati , kar ke rukh nehr ka ammu ko sadi di royi tadpi hai bohot shaam ke zindaan mein...

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:44 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

aagaz hussein ne kiya toh anjaam diya hai zainab ne , baade alamdar alam ghazi ka utha ya hai zainab ne, shabbir ke baad islam ki pehchan tab huwi logo ko, jab darbare yazidi mein khutba sunaya zainab ne, daasta e karbobala se waqif na huwe hote log, agar safar qufa aur sham ka na tai kiya hota zain...

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:44 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

kehne ko to baazu nahi hai lekin,
sakhawato ka samundar hai ye kamre bani hashim,
babul hawaej ka lakab paya hai mabud se,
har hajat ko rawa karta hai ye kamre bani hashim

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:43 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

wafa ka naam amar hua hai abbas se,
thi dharas zainab o sakina ko bhi abbas se,
shaire khuda lal hai wo lashkar ka alamdar,
aao logo aaj jo Dil chahe maanglo abbas se

Nawhas

 by Babydoll ¦  30 Jan 2006, 19:42 ¦  Forum: Poetry & Fiction ¦  Topic: Nawhas ¦  Replies: 13 ¦  Views: 4366

Salam aliakum ths r my few poems n nawhas on ahlul bait ( a.s ) which i hv writtn in past few days. Ali ki Shaan mein jo bhi likhu wo kam hi hai Wo sher khuda ka shujaat ka Wali hai Ghadeer main yah elaan kiya tha rasul ne ke jis jis ka main maula hu uska maula ali hai Abu talib ka laal hai wo fatem...

 by Babydoll ¦  04 Oct 2005, 22:46 ¦  Forum: General Religious Issues ¦  Topic: Allah loves US ! ¦  Replies: 3 ¦  Views: 1259

Almighty Allah says : Oh son of Adam ! you start your day with two great bounties. you don't know which one is greatest for you. your sins that are hidden from the eyes of other people or the good praises about you from people. if people know what i knwo abt u , not one of my creatures ll say Salaam...

 by Babydoll ¦  04 Oct 2005, 22:40 ¦  Forum: General Religious Issues ¦  Topic: Allah loves US ! ¦  Replies: 3 ¦  Views: 1259

GOD SAID . . . . If you never felt pain, then how would you know that I'm a Healer? If you never went through difficulties, How would you know that I'm a Deliverer? If you never had a trial, How could you call yourself an overcomer? If you never felt sadness, How would you know that I'm a Comforter?...

[KSIJ Dar] Announcements 📢 pinned a photo

[KSIJDar]

https://cdn4.cdn-telegram.org/file/OT0C8nj-97f5o1[…]

Ask4help Counseling Helpline